Friday, January 21, 2011

Do chidiyo ki lov story


1 din chida bola-

mje chor kr kbi tm ud to nhi jaogi.
......
chidiya : ud jaun to tum pakar lena.

Chida : me tume pakar sakta hu par fir pa nhi sakta.

chidiya ki ankho me ansu aa gaye usne apne pankh tod liye or boli ab ham hamesa sath rahenge.

Ek din jor se tufan aya chida udne laga.

Tabhi chidiya boli tum ud jao me nhi ud sakti.

Chida- apna khayal rkhana keh kar ud gaya. Jab tufan thama aur chida vapas aaya to usne dekha ki chidiya mar chuki thi...

Aur ek dali par likha tha~

kash wo ek bar to kahta ki me tume nhi chor sakta, To sayad me tufan ane se pahle nhi marti